musicas.mus.br

Letras de músicas - letra de música - letra da música - letras e cifras - letras traduzidas - letra traduzida - lyrics - paroles - lyric - canciones - EK TARFA - DARSHAN RAVAL - música e letra

Utilize o abecedário abaixo para abrir as páginas de letras dos artistas

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Ek Tarfa letra


akhiyon se dariya beh gaya haaye
khwab woh adhoora reh gaya
jag bhi paraya ho gaya haaye
juda tera saaya ho gaya

teri duniya mujhe ab na gawara hai
par tu hasdi reh bas yehi sahara hai

mohabbat ho gayi thi dono ko
ek arsa ho gaya
mera yeh ishq tha do tarfa
ab ek tarfa ho gaya

mohabbat ho gayi thi dono ko
ek arsa ho gaya
mera yeh ishq tha do tarfa
ab ek tarfa ho gaya

ho chand bhi rootha
taare bhi roothe
aasmaan bhi mera na raha

hairaan hoon main
dil mein tere kyun
mera basera na raha

chalo rab di ae je manzoori
mainu vi koi gila nahi
lakhan si main mannatan mangiyan
par kyun tu mila nahi

yehi kismat thi deewane ki
main haara, jeet huyi zamaane ki

mohabbat ho gayi thi dono ko
ek arsa ho gaya
mera yeh ishq tha do tarfa
ab ek tarfa ho gaya

mohabbat ho gayi thi dono ko
ek arsa ho gaya
mera yeh ishq tha do tarfa
ab ek tarfa ho gaya

mohabbat
mohabbat ho gayi thi

Darshan Raval - Letras

top 30 músicas

©2003 - 2024 - musicas.mus.br